Tuesday 10 January 2012

Woh jante hai...............

Woh jante hai ki hum unke intezaar mein hai
isliye shayad woh der laga rahe hai
waqt kat-ta nahin unke bina hamara
yeh jante huve bhi hame sata rahe hai
na jane kya milta hai unhe hame yun sata kar
jo der se akar bhi woh muskara rahe hai......

0 comments:

Post a Comment