Monday 30 January 2012

bewafai karti hain.............................

Jane kya soch ke lehrein sahil se takrati hain
Aur phir se laut jati hain..
Samaj nahi ata ke woh kinaro se bewafai karti hain
Ya phir laut ke samandar se wafa nibhati hain!!!!!!!!!!!!!!!!!!1

0 comments:

Post a Comment